Bismillah Hirrahman Nirrahim!!!
Mahfum-E-Hadith : Allah ke bando mein se afzal momeen
------------
Hadith : Abdullah bin shaddad Radi Allahu anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah ke bando mein
se us momeen se afzal koi shakhs nahi jiski umar islam mein zyada ho aur
wo Allah Subhanahu ki tasbeeh (SubhanAllah), takbeer (Allahu Akbar) aur
tehleel (La ilaha ilAllah) kahta rahe.
-Masnad e Ahmed 1347-Hasan
-Al-Silsila-tus-Sahiha-2926
------------
رسول اللہ صلى الله عليه وسلم نے
فرمایا: اس مومن سے افضل کوئی شخص نہیں جس کی عمر زیادہ ہو اور وہ اللہ کی
تسبیح ، تکبیر اور تہلیل کرتا رہے
مسند احمد ١٣٤٧ حسن
------------
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह के बन्दों में
से उस मोमीन से अफ़ज़ल कोई शख्स नही जिसकी उमर इस्लाम में ज़्यादा हो और वो
अल्लाह सुबहानहु की तसबीह (सुबहानअल्लाह), तकबीर (अल्लाहू अकबर) और तहलील
(ला ईलाहा इल अल्लाह ) कहता रहे
-मसनद अहमद , 1347-हसन
-अल-सिलसिला अस सहिया -2926
-----------
✦ Narrated by Abdullah bin shaddad Radi Allahu Anhu The prophet
Sal-Allahu Alaihi Wasallam said the Best believer among the slaves of
Allah is the one whose life is longer and who keep reciting a great deal
of tasbeeh (SubhanAllah), Takbeer( Allahu AKbar) and tehleel
(La ilaha ilAllah)
-Masnad e Ahmed 1347-Hasan
-Al-Silsila-tus-Sahiha-2926
No comments:
Post a Comment