Search This Blog

Jo shaksh Namaz mein khade hokar 10 aaytein padhega wo ghafilon mein nahi likha jayega

Bismillah Hirrahman Nirrahim!!!

Mahfum-E-Hadith: jo shaksh Namaz mein khade hokar 10 aaytein padhega wo ghafilon mein nahi likha jayega.

Hadith : Abdullah ibn Amr ibn al-'As Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
jo shaksh Namaz mein khade hokar 10 aaytein padhega wo ghafilon mein nahi likha jayega
Aur jo Namaz mein khade hokar 100 ayatein padhega wo farmabardaron mein se likha jayega Aur jo 1000 aaaytein padhega wo behad sawab pane walo mein se likha jayega.
-Sunan Abu Dawud, vol 1, 1385-Sahih

---------------------------------------
Hadith : Narrated Abdullah ibn Amr ibn al-'As Radi Allahu Anhu
The Prophet sallallahu alaihi wasallam said:
If anyone prays and recites regularly ten verses, he will not be recorded among the negligent; 

if anyone prays and recites a hundred verses,
he will be recorded among those who are obedient to Allah; 

and if anyone prays and recites one thousand verses,
he will be recorded among those who receive huge rewards.

-Sunan Abu Dawud, Book 6, 1393-Sahih

No comments:

Post a Comment