Bismillah Hirrahman Nirrahim!!!
Mahfum-E-Hadith: jo ye chahey ki uski rozi bad jaye aur
uski umar lambi ho jaye usey chahiye ki sila-rahmi (rishteydaron ke saath
achcha suluq) karey.
Hadith : Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai
ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jo ye chahey ki uski rozi
bad jaye aur uski umar lambi ho jaye usey chahiye ki sila-rahmi (rishteydaron
ke saath achcha suluq) karey.
-Sahih Bukhari, 5985
----------------
حضرت
ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے
فرمایا کہ جسے پسند ہے کہ اس کی روزی میں فراخی ہو اور اس کی عمردراز کی
جائے تو وہ صلہ رحمی کیا کرے۔
صحیح بخاری ۵۹۸۵
-------------------
صحیح بخاری ۵۹۸۵
-------------------
Hadith : Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : I heard Allah's Apostle Sallallahu
Alaihi wasallam saying, "Who ever
is pleased that he be granted more wealth and that his lease of life be pro
longed, then he should keep good relations with his Kith and kin."
-Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 14
No comments:
Post a Comment