Search This Blog

Mera paigham logon tak pahuchao chahe ek hi aayat ho

Bismillah Hirrahman Nirrahim!!!
 
Mahfum-E-Hadith: Mera paigham logon tak pahuchao chahe ek hi aayat ho

Hadith : Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya mera paigham logon tak pahuchao chahe ek hi aayat ho, aur jisney mujh par jaanbujh kar (intentionally) jhoot bola usey jahannam mein apney thikaney ke liye tayyar rahna chahiye.
-Sahih Bukhari, Vol4, 3461
----------------------
English Translation:
Hadith : Narrated Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu: The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "Convey (my teachings) to the people even if it were a single sentence, And whoever tells a lie on me intentionally, will surely take his place in the (Hell) Fire."
-Sahih Bukhari, Vol 4, Book 56, No 667

No comments:

Post a Comment